"Confusion Khatam — Yahan Milega Sirf Aapka Perfect LIC Plan" AI ke Saath Smart Planning, Taaki Future Ho 100% Secure"

untitled design (1)
10 digit nm
“Yahan apni requirement likh sakte hain – optional.”

Our Services

:

👉 “We offer trusted LIC solutions powered by AI. From choosing the right policy to calculating returns, booking, and claim assistance – we’re here to secure your future, smartly and simply.”

 

fn fn d

About Me

A certified LIC Advisor who believes in clarity over confusion

Hi, I’m Rubi – born and raised in a middle-class family in Haryana. Graduation complete ki, life mein kai ups and downs dekhe. Married life enjoy karte hue ek din Modi ji ka ek speech suna, jo life-changing bana. Tab laga – “I want to do something more.” Isliye choose ki LIC agency – jahan logon ki help bhi hoti hai aur ek strong career bhi banta hai.

Aaj sirf LIC advisor hi nahi, main ek digital learner bhi hoon. Website jo aap dekh rahe ho – it’s created by me! Digital marketing sikh chuki hoon, aur abhi bhi naye skills seekh rahi hoon aur implement kar rahi hoon. Digital azadi school se mane digital markeeting sikha hai Sandeep bhanushali sir se .Mera mission simple hai – apne sapno ko reality banana, aur logo tak LIC ki value digitally pahuchana.

Why Work With US?

LICkesathAI बीमा के अनुभव को आर्टिफिशियल इंटेलिजेंस की ताकत से जोड़ता है।
हमारा लक्ष्य है हर परिवार तक आसान, पारदर्शी और समझदारी भरे समाधान पहुँचाना – बिना किसी झंझट के।
यहां मिलेगी आपको व्यक्तिगत योजना, जीवनभर सहयोग और पूरी तरह पेपरलेस प्रक्रिया।

Our Clients Speak!

Take a look at what our clients have to say about our work and dedication that keeps them coming back for more.
Rated 4.8 out of 5
"LICkesathAI ne planning itni simple bana di ki mujhe apne liye sahi policy samajhne mein sirf 10 minute lage. AI ke saath personalized advice milna bahut helpful tha."
customer img
Anjli sharma
Rated 5 out of 5
Pehle policy choose karne mein confusion hota tha, par ab Rubi ji ke guidance aur AI ke suggestion se best plan select kar paya. Trustworthy service!"
Rinku naggar
Rated 4.5 out of 5
Gaon mein baith ke hi mobile par planning ho gayi. Time bhi bacha aur LIC ka pura benefit samajh aaya.
sunil verma,bhiwani
Call For Bookings and Appointments

📞 अभी कॉल करें और अपनी सही LIC Policy की जानकारी पाएं!
📝 आज ही बुकिंग करें और विशेषज्ञ सलाह मुफ्त में प्राप्त करें।

+91 9253486544

Frequently Asked Questions

LICkesathAI kya hai?

👉 LICkesathAI ek Smart Digital Platform hai jo Artificial Intelligence (AI) ki help se aapko LIC policies ke bare mein sahi aur simple information deta hai. AI aapki age, budget aur need ke according best plan suggest karta hai.

LICkesathAI use karne ke liye koi charges hain kya?

👉 Nahi 😊 LICkesathAI par information aur guidance bilkul free hai. Aapko sirf apni policy ka premium LIC ko pay karna hota hai.

LICkesathAI se directly policy buy kar sakte hain kya

👉 Haan, yahan aapko free policy information ke sath apne liye LIC policy apply karne ka option bhi milta hai.

Policy lene ke liye mujhe LIC office jana padega kya?

👉 Zaroori nahi. Aap poora process online complete kar sakte ho. Documents aur support aapko call/WhatsApp par mil jata hai.

Kya mera data safe rahega?

👉 Bilkul ✅ Aapki personal information 100% secure hai. Ye sirf customer support aur policy guidance ke liye use hoti hai.

LICkesathAI par kaun-kaun si LIC policies ke bare mein info milegi?

👉 Yahan aapko LIC ki sabhi categories ki policies milengi jaise: Saving & Investment Plans, Term Insurance, Child Future Plans, Pension & Retirement Plans